Get Started for WhatsApp Pay - Info

Get Started for WhatsApp Pay - Info

WhatsApp bohot jald apna Own UPI Payments system release karne wala hai jo ki WhatsApp Pay hoga. NPCI - National Payments Corporation of India ne Reserve Bank of India ko information di hai ki Facebook owned Whatsapp Inc. messaging platform ki meta data localisation requirement ho gayi hai.

Get Started for WhatsApp Pay - Info
Image source: Youtube

As Whatsapp big role play karta hai, Privacy messaging industry me, or user's bhi apne privacy ko publicly na hone de islie whatsapp ka use karte hai. RBI - Reserve Bank of India ne Supreme Court ko affidavit submit kiya hai, jisme likha hai ki NPCI ne Central Bank ko informed kara hai ki NPCI Whatsapp ki Storage rules, regulator's data ke saath messaging company ab Apne payments system ke saath live ja sakte hai.

WhatsApp Latest News Bulletin -

• June me, NPCI ne Central Bank ko inform kara ki ve WhatsApp ki compliance report ke sath hai.

• NPCI confirm karna chahte hai ki whatsapp ka data localisation ki requirement, Cert-In Auditors report ke through hui hai.

• NPCI Whatsapp ko ICICI bank provide kar raha hai as a Payments Service Provider Bank.

• NPCI, ICICI Bank ko approval dene ke liye ready hai.

• WhatsApp ko bas NPCI ka formal approval lena jisse vo apna UPI operations start kar sake.

• RBI ke rules se - Payments Data, Payments information, Settlements, Transactions, Customer Mobile Number, Customer UPI address or sabhi main information India me store honi chahiye.

• NPCI ke rules se Whatsapp apne kisi bhi customer ke payments ka data Hash # format ya unidentified or Encryption method me India ke outside areas me na rakhe.

• January 7 ko NPCI ko Whatsapp ke through letter aya tha jisme team ne unki sabhi permission ko complete karne ka 31st May tak ka time manga tha, jiske bad Whatsapp Pay live ja sake.

• Currently, WhatsApp apna Payments system specific customers ko trial basis pr updates bhj raha hai. 


Whatsapp jo ki Facebook owned company hai, agar Facebook ki privacy me data breaching ho sakti hai to WhatsApp Pay me bhi ho sakti hai. To sabhi user's Whatsapp Pay ka stable version release hone par hi download kare.
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post